Ruchi Raj Shrivastava
ग्लोबल कायस्थ फॅमिली द्वारा आयोजित -गणतंत्र दिवस २६ जनवरी २०१२ पर काव्य प्रतियोगिता में आप सभी को आमंत्रित किया जा रहा है !
कुछ बात है कि हस्ती मिटती नहीँ हमारी,
सदियोँ रहा है दुश्मन दौर-ए-जहाँ हमारा ।
सारे जहा से अच्छा हिन्दुस्तान हमारा।।।
भारत- विश्व के नक़्शे में एक छोटा सा देश, जिसने न जाने कितनी समस्याओ को सहने के बाद भी अपने अस्तित्व को बचाए रखा है। चिरकाल से मुगलो, अंग्रेजो तथा बाहरी मुल्को ने इस पर राज्य किया है तथा इसकी हस्ती को मिटाने के कोशिश की। किन्तु इसके तिरंगे में कुछ ऐसी बात है कि हर बार इसने जमाने को दिखा दिया कि इस देश का कोई कुछ भी बिगाड़ नहीं सकता है। हमारी मिटटी में, हमारे तिरंगे में कुछ ऐसी ख़ास बात है कि जरुरत के समय आम आदमी भी देश कि रक्षा के लिये योध्दा बन जाता है। पंद्रह अगस्त, छब्बीस जनवरी कुछ लोगो के लिय छुट्टी मात्र है, शायद उन्हें नहीं पता इसी आजादी के लिए कितने महापुरुषों ने अपने जीवन का बलिदान हँसते- हँसते दिया है।
63 गणतंत्र दिवस में अब कुछ ही दिन बाकी है, इस शुभ दिन को हम सबको साथ मिलकर हर्षोल्लास के साथ मनाना चाहिए। ग्लोबल कायस्थ फॅमिली ने इस शुभ अवसर पर एक काव्य प्रतियोगिता का आयोजन किया है , आप सभी से अनुरोध है कि आप सभी इसमें हिस्सा ले।
नियम-
१ . ग्रुप का कोई भी सदस्य इसमें भाग ले सकता है।
२. एक सदस्य केवल एक पोस्ट डाल सकता है।
३. अगर पोस्ट में अवांछनीय तत्त्व मिलते है, तो पोस्ट तथा सदस्य को परिवार से अलग कर दिया जायगा।
विजेता के लिए पात्रता-
नीचे २ पंक्तियां दी गई है, सदस्य इन पंक्तियों मैं अनुशरण करते हुए इनके आगे अपने द्वारा लिखी आठ पंक्तियां जोड़ सकते है-
आजादी के ६५ वर्षो में
क्या खोया क्या पाया हमने
.......................
.........................
........................
.........................
१. परिवार की तरफ से एक अलग पोस्ट डाली जाएगी, सदस्यों से अनुरोध है की केवल उसी पर अपनी प्रविस्टी दे।
२.पसंद (Likes) कि संख्या गिनी जायेगी।
३. जज के १० अंक होंगे।
४. परिणाम को जोड़ा तथा तुलना की जाएगी।
५. अगर परिणाम दो सदस्यों का एक सा होगा, तो उन्हें एक और पोस्ट करना होगा, तथा अंतिम निर्णय उन्ही पोस्ट पर आधारित होगा।
६. यह प्रक्रिया विजेता के अंतिम चुनाव तक चलेगी।
धन्यवाद
टीम ग्लोबल कायस्थ फॅमिली
Unlike · · Unfollow Post · 16 hours ago near Jalandhar, Punjab
o You, Mayank Shrivastava, Ashok Srivastava, Subodh Shanker and 48 otherslike this.
Ruchi Raj Shrivastava participants apni lines yahan post kare..
16 hours ago · Like · 14
§
Shubha Khare Aazadi ke 65 varshon me
kya khoya kya paya hamne...
Indradhanush se sapne dekhe
pankhon ko failaya hamne,
Unnati ki rahon pe chalkar,duniya ko dikhlaya hamne....
Hindu,Muslim,Sikkh,Isaai
aapas me hain bhai-bhai,
Lekin is bhaichare ko,ab tak na apnaya hamne.....
16 hours ago · Like · 47
§
Chandresh Khare क्या खोया क्या पाया हमने भारत वर्ष बनाकर।1। 65बर्ष का वचन निभाया, हमने स्वतंत्र गणतंत्र सजाकर।2। सीमाओँ की रक्षा की है, सैनिकोँ ने अपना रक्त बहाकर।3। धन्य हुई है भारत-भूमि गाँधी-शास्त्री जैसे वीर-सपूत पाकर ॥4॥ {चन्द्रेश खरे'जीत'}
15 hours ago via mobile · Unlike · 29
§
Narayan Srivastava Aajaadi ke 65 vashso me kya khoya kya paaya. . .
1-Hamne paya Gareebi,Berojgaari,
Bhrasthachaar.
2-Aur kho Diya hai
Maanavata, Pyar,aur
Sistachaar.
3-Veer sapooto ki
sahadat ko
Bhulane Vaalo
4-Unse hai mili ye
Aajaadi Baaki sab
bekaar.
14 hours ago via mobile · Like · 31
§
Kishan Shrivastava आजादी के 65 वर्षो मे हमने क्या खोया क्या पाया ...
हमने पाया भूख गरीबी
भ्रस्टाचार लाचारी है ।
खोया हमने आर्दशिता को
यही तो इक बीमारी है ।।
14 hours ago via mobile · Like · 25
§
Sharad Mathur On behalf of Prabhudayal Shrivastava g
आज़ादी के पैंसठ वर्षों में
क्या खोया क्या पाया हमनें
चार कदम आगे रक्खे तो, एक कदम पीछे भी आये
जाति धर्म की पड़ी बेडियां, ठीक तरह हम दौड़ न पाये
भ्रष्ट तंत्र के बंधन हैं, फिर भी निर्माण कराया हमने
ग्यान खेल विग्यान अर्थ मॆं आगे दॆश बढ़ाया हमने
Prabhudayal Shrivastava !2 Shivam sundaram Nagar Chhinwada M P
13 hours ago via mobile · Like · 28
§
Saurabh Srivastava aajadi ke 65 varson me kya khoya kya paya hamne.
ek naya yug shuru hua tha ithason me dekha hamne
aaj yahan iss sadi me kahi rooth sa gaya hai wo,,
par ek baat thi kahni mujhko jab hind vikas karaya hamne,
ek nayi sanskriti ko bharatmayi paya hamne.
12 hours ago · Like · 19
§
Sumeet Srivastav आजादी के 65 वर्षो में ,क्या खोया क्या पाया हमने ,
जीत चुके थे कारगिल , लेकिन मुंबई में हरा हमने,
शास्त्री जी को खो दिया , A . राजा,कलमाड़ी को पाया हमने,
क्रिकेट विश्वकप जीता हमने , राष्ट्रीय खेल में क्या पाया हमने ?
आजादी के 65 वर्षो में ,ये खोया ये पाया हमने
12 hours ago · Like · 32
§
Shalu Mathur Azadi ke 65 varsho mei kya hoya ,kya paya humne
chitthi ki sondhi khushbu ko internet mei bisraya humne
bharstachar ke daanav ke aage hardum sar ko jhukaya humne
anna hazare ki virodhi sarkaar,,aur kasab ko ghar jamai banaya humne
shiksha,bijali,pani ki baato ko sirf chunavo mei bhunvaya humney
kehne ko azad bharat paar har M.N.C ko hi apnaya humne
satta ke nitnaye shadyantra,,aur bebas humara gantantatra..
mujhse mera dil yeh puche,yeh kaisa azad bharat paya humne..
11 hours ago · Like · 26
§
Mayank Shrivastava आजादी के ६५ बाशो में पाने को तो नए घर नई गाड़ी और बड़े -२ शोपिंग मौल में ब्यापार करते ब्यापारी क्या यही है तरक्की की निशानी .. ये तो है अमीरों की बात पर गरीबो के लिए आज भी यहाँ नहीं है कुछ खास... रोटी , कपडा और माकन आजादी के ६५ साल बाद भी इन्तेजार है मुलभुत सुभिधाओ का!!
11 hours ago · Like · 18
§
सत्यन श्रीवास्तव आजादी के 65 वर्षो मे हमने क्या खोया क्या पाया है. . . .
आजादी के 65 वर्षो मे पैसा खाया है ।
देश को लूटा है औरो को भी बनाऐगे ।।
हम तिरगाँ उठा कर चलते चले जायेगे ।
जो गाली देता है देता रहे हम बाज न आयेगे ।।
अगर तुम जाग गये तो हमे सुला दोगे ।
इसलिऐ तुम सोते रहो हम तुम्हे ना जगायेगे ।।
11 hours ago via mobile · Unlike · 56
§
Abhinav Srivastav azadi ki 65 varsho me hmne bahut kuch khoya hai.... aur isliye khoya hai ki hamaare politician selfish ho chuke hai.... hme ab ye baate nhi doharani.... hm usi ko vote karenge jo yaisa ho aapke mohlle ka bhi khyal kare.... agar yaisa koi bhi na mile to hm fill form 49-O ka use karenge jo hme power deti hai ki hm kisi ko vote nhi kar sakte.. aur fir wahan pr o politician kabhi bhi vote nhi mang sakta .... agar hamara gavon develop hoga to hamara desh bhi develop hoga....
11 hours ago · Like · 20
§
Alok Srii "क्या खोया क्या पाया आज़ादी के बाद
तिरंगे को सीने से लगाने के बाद
जख्म अभी है हरे शहीदों के
जुल्म बाकी है अपनों के ,
अब नहीं वह जोश जवानों में
जो चिर दे सीना फौलादो के ,
अब देश पर मर मिटने वाले
रह गए बस दिखाने को
आतंक से माँ के छलनी सीने'
पुकार रही है अपने लालो को ,
11 hours ago · Unlike · 35
§
Ankur Srivastava Diya tha humko desh azaad, Na dange na koi fasad,
Mar Mitte Desh Pe wo Sare, karte hue Inquilab ,
Chah dasko k baad bhi isko sawwar na paya hai humne,
Khule aasama ke panchi ko, jaati ka bed lagaya hai humne,
Chadte ja rhe hum apni taraaki ki aur, par desh k liye kya kar paya hai humne,
Mitti puche rahi se ki kitne bhesh banaya tumne,
Luti Hui chidiya ko Kitna aur lutaya hai humne,
Azadi ke 65 varso me kya khoya kya paya humne……..
………………………………………………………………………………………………Ankur Srivastava
11 hours ago · Unlike · 24
§
Sharad Mathur Aazadi ki 65 varshon me
kya khoya kya paaya humne
Ek sone ki qaid chidiya ko
Shayad gagan dikhaya humne
Rehkar chapet me aatank aur bhrastachar ki
Shayad phir bhi desh badhaya humne
Par Bair badhakar Allah aur Ramlala me
Shayad apna hi khoon bahaya humne...
10 hours ago via mobile · Like · 31
§
Nitesh Shrivastava Aajadi ke 65 varson me kya khoya kya paya hmne....
paison ki is bhook me chen sukun gavaya hmne....
desh k imaan ko apno k hathon hi lutaya hmne....
bhaichara ko khokar aatankbad ko paya hmne....
Apna ghar roshan krne ko padosi ka ghar jalaya hmne...
lalach me aakar apno ka hi khoon bahaya hmne....
itna padkar hi apni soch mat badal ae galib....
Unhi nhi is desh ko mahan banaya hamne....
9 hours ago · Unlike · 26
§
Abhishek Khare aazadi ke 65 varshno me kya khoya kya paya humne..... Jise aajadi samjha use hi sabse badi gulami paya humne, aajadi pakar bhi kho di humne, veer javano ne itna shaghash karke hume aajadi dilwayi, uska bhi netao ne bhrsth kar diya desh ko or phir se jakad rahe desh ko gulami me, aage bado or samna karo inhe dikha do ki aajadi ke liye kya kya kimat chukai humne.
9 hours ago via mobile · Like · 22
§
Vishal Bhatnagar आजादी के ६५ वर्षो में क्या खोया क्या पाया हमने, आज़ादी से निर्णय लेना खोया हमने ,कहने को आज़ादी पाई अपनापन गावों का खोकर शहरो की मेहमानी पाई ,हरे भरे खेतों को खोकर ,लोह सीमेंट की अट्टालिकाये पाई केसर क्यारियों की खुशबु खोकर ,संगीनो की गूंजे पाई कतरे हुए परो से सोन चिरैया की दबी दबी रुलाई पाई बाबा के सविधान की पूजा करते केसे संसद में उसकी दुर्गति पाई निर्भयता का जीवन खोया कदम कदम पर दहशत पाई ,भूख ,गरीबी ,वहशत ,और लाचारी ,इस पर नेताओ के वादों की पहरेदारी पाई ऐसी ही कुछ हमने आज़ादी पाई ...!!!
9 hours ago · Like · 36
§
Brijesh Shrivastava आजादी के 65 बर्षों में,
क्या खोया क्या पाया हमने....
जाति-धर्म की राजनीति में,
भारत माँ को भुलाया हमने...
नेताओं ने देश को लूटा,
फिर भी उन को जिताया हमने...
देश के दुश्मन अज़मल-कसाब को,
देश का दामाद बनाया हमने...
भारत माता बोल रही है,
जागो तुम्हें जगाया हमने.....!
8 hours ago via mobile · Like · 19
§
Gyanesh Bhatnagar kya khoya, kya paya humne! Ye kaise smjhau mitro, apne veer saputon ko khokar hi, hum chain nind so paye hain!
Namumkin halaton me bhi hame, madat ka hath badaya!
21 vi sadi me aaj humne, vishav me nam kamaya!
Itnam kamakar bhi humne apni sanskrati ko bachaya h!
Apni samjh to yahi kahti h, kuchh kho kar hi kuchh paya hai..
7 hours ago via mobile · Like · 16
§
Shubhra Khare Aazadi k 65 varsho me kya hoya kya paya
khoye Apne,apnapan khoya,rishto ko bisraya
Brastachaar k nasoor ka,ye kaisa roog lagaya
khoyi aasta ,vishwas khoya,pooja path bhulaya
Reeti bhoole bhoole neetiyan,sanskaron ko bhulaya
Payi Himmat aur hausla ,aage kadam badhaya
Baandhe Naye bandhan ,aur naye rishto ko apnaya
GKF k madhyam se anekta me ekta ka bigul bajaya.
7 hours ago · Unlike · 34
§
Babloo Srivastawa Aajadi ke 65 warso me kya khoya kya paya humne....
Khoya humne veer jwano, khoya unke spne ko,
paya humne bhrast neta unke roop me apne ko.
Khoya humne apna imaan sukun sanskar ,
aur paya humne garibi bhukhmari lachari aur bhrastachar.
Fir v apne desh ko khte mhaan.
7 hours ago via mobile · Like · 21
§
Anshul Shrivastava Aajadi ke 65 varsho me kya khoya kya paya hamne –
PAYEE HAMNE IK NAI SUBAH , IK NAYA UJALA NAYA JOSH ,
PAYA HANME YE APNA VATAN , APNA CHAMAN IK NAYA ROSH
KHOYA VEER SAPOOTO KO JO HAME AJAADI DILA GYE ,
HANSKAR JHULE JO FANSI ME,
HAMKO YE DESH DILA GAYE,
PAR KUCHH NETA GADDARO NE,
UNKE SAPNO KO CHOOR KIYA,
BHRASHTACHAAR KI JAPKAR MAALA ,
MAA KA AANCHAL BETAAR KIYA ,
KHOYA HAMNE UNMUKT GAGAN ,
NAFRAT KI GHUTTI PILA GAYE …..
6 hours ago · Like · 18
§
Rachana Srivastava kya khoya,kya paya humne is 65 varsho me, khoya to paya bhi ,desh ke diwano ko khoya to bhrast netao ko paya ,anna ko saja to kasab ko mafi, maa ke aanchal ko ,bhrastachar ke daag se dagdar kar diya in netao ne. ,aaj maa roti hai, risto ki pahchan nahi ,mitti ki khusboo ka ahssas nahi ,dekh devano apne desh ko,kya banaya tha ,aur kya ho gaya. 65 saal piche dekho tum kya khoya kya paya
6 hours ago · Like · 18
§
Sharad Shrivastava AAJDI K IN 65 VARSO ME KYA KHOYA KYA PAYA HAMNE
KABHI DUNIYA SE APNA LOHA MANVAYA
KABHI CHAND PAR TIRANGA LAHRAYA HUMNE
VISHV VIJETA BAN NE KA KHWAB BHI POORA KIYA
AUR JAGAT GURU BAN NE KA KADAM BADHAYA HUMNE
KAUN KAHTA HAI K BAHUT GAREEBI JHELI HUMNE
YAAR SWISS BANK ME BHI ACCOUNT KHULVAYA HUMNE
APNE TO APNE HOTE HAI, HUMNE GAIRO KO BHI PYAAR DIYA
KABHI AFJAL GURU KABHI KASAB KO DAMAD BANAYA HUMNE
KHONA PANA TO KISMAT KI BAAT HAI,IS MITTI ME HUMNE JANM LIYA
AUR YE MITTI HI HMAARI JAAN HAI BAS YAHI APNE DIL KO BTALAYA HUMNE
6 hours ago · Like · 19
§
Vishal Bhatnagar Gantantra Diwas Kavya Pratiyogita-GKF 2012
S.NO_Participate_Vote
1_सत्यन श्रीवास्तव _30
2_Shubha Khare_30
3_Narayan Srivastava_28
4_Alok Srii_27
5_Sumeet Srivastav _26
6_Chandresh Khare _25
7_Vishal Bhatnagar _24
8_Shalu Mathur_23
9_Sharad Mathur _22
10_Kishan Shrivastava _22
11_Sharad Mathur _22
12_Ankur Srivastava_19
13_Nitesh Shrivastava _19
14_Shubhra Khare_19
15_Saurabh Srivastava _18
16_Abhishek Khare_18
17_Mayank Shrivastava_17
18_Abhinav Srivastav_16
19_Babloo Srivastawa _15
20_Anshul Shrivastava_14
21_Brijesh Shrivastava_12
22_Rachana Srivastava_12
23_Gyanesh Bhatnagar _11
24_Sharad Shrivastava_10
5 hours ago · Like · 7
§
Alok Srii Bk Srivastava Sanjiv Saxena Kavita Raizada Vikas KayasthVivek Srivastava Dharmendra Srivastava 'Arvind Srivastava' Arvind Srivastava Neeraj Nayak Prithul Ambashtha ji plz see and post your poems
5 hours ago · Like · 5
§
Ruchi Raj Shrivastava AAJDI K IN 65 VARSO ME KYA KHOYA AUR KYA PAYA HUMNE.
LEKHA JOKHA EK UMAR KA BDA HI MUSHKIL KAAM HAI
BHARAT SE INDIA HUE KYA YAHI HMARA NAAM HAI?
SHAYAD AB TO BHARAT MAA BHI BILAKHTI HOGI
USNE SOCHA BHI NA HOGA K YHA JINDGI ITNI SASTI HOGI.
EK BETE K PAAS CHANDI KA LOTA HAI
AUR DUSRA SIRF ROTI KO ROTA HAI
KASAB AUR AFJAL TO BAHAR SE AATE HAIN
HUM TO GHAR K LUTERO KO DEKHKAR SAHAM JATE HAIN
SHAYAD YAHI LACHARI AB HAMARI PAHCHAN HAI
PAR YAAD RAKHO
AB KHONE KO KUCH BHI NAHI PAR PANE KO SAARA AASMAN HAI
5 hours ago · Unlike · 20
§
Alok Srii Prem Sinha,Ramendra Pratap Srivastava Ankush Tinky Shrivastava Neelu Saxena Shubham Srivastava Gaurav ShrivastavaSwapnil Ritesh SinhaSrivastava Narendra Kumar Sinha Ayush Ambasta
5 hours ago · Like · 4
§
Alok Srii Sangeeta Mathur Shrivastava Neha Vijay Shrivastav Kamal Shrivastava Alok Shrivastava Praveen Shrivastava Abhay Gaurav Srivastava Gaurav Srivastava Deepak Srivastava Ajay Srivastava
4 hours ago · Like · 4
§
Alok Srii Ashutosh Srivastava Ashutosh Bhatnagar
4 hours ago · Like · 2
§
Rohit Srivastava Azadi ke 65 Varsho Mai…..Kya Khoya Kya Paya Humne
Duniya Ke Nakse Par….”Hindustan” ka “Parcham” Lehraya Humne…..
Galib Ki Ghazal Se……..Oo La La ka “Safar” Nibhaya Humne……
Bhrastachar.. Bhookhmari …Garibi …Mahamari ki “Maar” ney fir se “Gulaam” banaya hume…..
Do Waqt Ki Roti ke liye “Massom” Baccho ko Sadak par “ Mehrroom” paya Humne..
Kya Sach Mai Azadi Ko Apnaya Humne…..Bahut Kuch pakar bhi..kuch Na Paya Humne.
Anna Ji ke Roop Mai “Adhunik Gandhi” paya Humne……par kya Gandhi ke Adarsho ko apnaya Humne…..
Sapno ki Leher mai Nayi Umango ki “Alak” ko Jagaya Humne….Bharat Ka Mastak Khub Utha…”Maha-Shakti” ka “Rutba” Humne……..
Par Sach Mai …Bahut Kuch pakar bhi…….kuch Na Paya Humne.!!!!!!!!!!
Jai Hind Jai Bharat!!!!!!!
4 hours ago · Like · 14
§
Alok Srii Siddhartha Bhatnagar Shobhit Srivastava Yash Kulshreshtha Mahender Kumar Rohit Srivastava Navtej Mathur Ankit Saxena Dr. Rajeev Shrivastava
4 hours ago · Like · 3
§
Alok Srii Leena KulshresthaMona Srivastava,Richa Kulshrestha
4 hours ago · Like · 2
§
Alok Srii Ankita Sinha Ankita Shrivastava Ankita Khare Arpit MathurAshutosh Shrivastava Abhi Sinha
4 hours ago · Like · 2
§
Alok Srii Astrologer Usha Saxena Ashruti Srivastava
4 hours ago · Like · 2
§
Alok Srii Om Prakash Shrivastava
4 hours ago · Like · 2
§
सत्यन श्रीवास्तव Sanjiv Nigam Sanjiv Bhatnagar Shishir SrivastvaAbhash Shrivastava
4 hours ago · Like · 1
§
Ajay Srivastava ajadi ke paisath varso me,
kya khoya kya paya hamne,
bhool dharohar sanskriti ki,
paschyatata ko apnaya hamne,
jinke prano ke tajne se,
rakt shool fanshi chadhne se,
mili ajadi bhent hame thi,
unke sapno ko bhi hamne,
nij swarath jhothlaya hamne,
jiwan rath ki bhag doud me,
ati khoya kam paya hamne,
4 hours ago · Like · 15
§
Sangeeta Mathur हरी नीली लाल पीली
बड़ी बड़ी तेज़ रफ्तार मोटरें
और उनके बीच दबा,
सहमा, डरा सा
आम आदमी
हरे भरे लहराते बड़े बड़े
पेडो के नीचे बिखरी पन्निया
बारिश की प्रदुषण धुली बूँदें
आँखों से बरसती
सड़क पर चाय के ठेले पर
वही बुढ़िया और
चाय पहुचता
वही छोटू
स्कूल से निकलता अल्हड, मस्त
किल्कारिया भरता बचपन
और पास ही सड़क पर
भीख मांगते नन्हे,
असमय बड़े हो चुके
छोटे बच्चे
पाँच सितारा अस्पताल का
उद्घाटन करते प्रधान मंत्री
की तस्वीर को घूरती
सरकारी अस्पताल में
बिना इलाज मरे शिशु की लाश
और इन सबको
कर उपेक्षित
विकास के दावो की होर्डिंग निहारता मैं
मन में दृढ़ करता चलता विश्वास
2 hours ago · Like · 13
§
Priyanka Sinha Aajadi ke 65 varso me
kya khoya kya paya hmne
khone paane ka hisab kaha
yaha to sbkuch gawaya hmne
neta log karte rahe aiyasi
aur khun pasina bahaya hmne
aaj ki mahangayi me apni thali se khana bhi gawaya hmne
kahne ko to samvidhaan mila par kya kanun nibhaya hmne
netao ne kiye hmare adhikar ka upyog aur kartvya nibhaya hmne
hm bachate rahe beto ko aur betiyo ko gavaya hmne
jb anna ji aaye hme bharastachar se bachane to unpar v ungali uthaya hmne
ye kaisi soch, halat aur rivaj banaya hmne
about an hour ago via mobile · Like · 11
§
Ashok Srivastava Before 65 yrs--He who loses money, loses much;
He how loses a friend, loses much more;
He who loses faith, loses all.......NOW its oppsite in 65 yrs---Who loses faith nothing is loses,Who loses health loses much more ,Who loses money loses all.!!!!....
about an hour ago · Like · 6
§
Ajay Srivastava pl like me
40 minutes ago · Like · 2
§
Vishal Bhatnagar Gantantra Diwas Kavya Pratiyogita-GKF 2012
S.NO Participate Vote
1 सत्यन श्रीवास्तव 57
2 Shubha Khare 46
3 Alok Srii 36
4 Vishal Bhatnagar 36
5 Sumeet Srivastav 32
6 Shubhra Khare 32
7 Narayan Srivastava 30
8 Sharad Mathur 30
9 Chandresh Khare 29
10 Sharad Mathur 28
11 Nitesh Shrivastava 26
12 Kishan Shrivastava 25
13 Shalu Mathur 25
14 Ankur Srivastava 24
15 Abhishek Khare 22
16 Babloo Srivastawa 21
17 Abhinav Srivastav 20
18 Ruchi Raj Shrivastava 20
19 Saurabh Srivastava 19
20 Brijesh Shrivastava 19
21 Sharad Shrivastava 19
22 Mayank Shrivastava 18
23 Anshul Shrivastava 18
24 Rachana Srivastava 18
25 Gyanesh Bhatnagar 16
26 Rohit Srivastava 14
27 Ajay Srivastava 14
28 Sangeeta Mathur 12
29 Priyanka Sinha 9
30 Ashok Srivastava 4
21 minutes ago · Like · 2
§
Nitesh Shrivastava Competition over...!!
15 minutes ago · Like · 1
!1:30 pm dated 26 January 2012
§
Amit Mathur waiting for results
3 minutes ago · Like

No comments:
Post a Comment